Re: ~*shery {khamosh}*~
~*~Jalte honton pe tabassum jo machalta hai kabi,
~*~Zakhm dhul jate hai sawan jo barasta hai kabi,
~*~
~*~
~*~Mai ne sochon me tarashe hain khadokhal tere,
~*~Mere bare mai bata tu ne b socha hai kabi,
~*~
~*~
~*~Charte suraj se kabi tu ne milai hai nazar,
~*~Tu ne kirno ki taraf ghor se dekha hai kabi,
~*~
~*~
~*~Log pathar mai khilate hain umidon k gulab,
~*~yoUn b mumkin hai bata aisa b hota hai kabi,
~*~
~*~
~*~Tu ne samjha tha k mai lot k aajaon ga,
~*~Ankh se bichra hoa ashk b lota hai kabi?
~*~
~*~
~*~SHERY~*~KHAMOSH~*~

Comment